Bhai Mera Yo Yo Tu Meri Makhna Lyrics is a captivating track by Yo Yo Honey Singh and Paradox from their highly anticipated album “Glory.” This rhythmic exploration of love, infatuation, and surrender takes its title from the Hindi word for “anklet,” a traditional Indian jewelry item. The lyrics, penned by Yo Yo Honey Singh and Paradox, delve deep into themes of adoration, vulnerability, and the transformative power of love.
Song Credits
📌 Title | Payal |
🎞️Movie/Album | Glory |
🎤 Singer(s) | Yo Yo Honey Singh, Paradox |
✍🏻 Songwriter(s) | Yo Yo Honey Singh, Paradox |
🎶Music Composer(s) | Yo Yo Honey Singh |
🏷️Label | T-Series |
Bhai Mera Yo Yo Tu Meri Makhna Lyrics – Yo Yo Honey Singh | Paradox
Meri jaan bandh rakhi tune payal mein
Har kadam tera kare mujhe ghaayal hain
Are, hum toh mamooli se gaayak thein
Tujhe dekh ke hi toh huye shayar hain
Yeh jo hum pe chhaye huye baadal hain
Pehle dikhe na kabhi the poore saavan mein
Raza teri razaamandi mein shaamil hain
Tere hukam sar aankhon pe kaayal hain
Haan tu keh de agar
Uthega nahi tere kaandhey se sir
Sab be-asar
Tere ishq jaisa maine kabhi dekha nahi marz
Tera mujh pe hai karz
Chukana padega jo mujhe shat-pratishat
Kya kiya yeh hashar
Teri aankhon ne bhi chhodi naa koi bhi kasar
Meri jaan bandh rakhi tune payal mein
Har kadam tera kare mujhe ghaayal hain
Are, hum toh maa-mooli se gaayak thein
Tujhe dekh ke hi toh huye shayar hain
Yeh jo hum pe chhaye huye badal hain
Pehle dikhe na kabhi the poore sawan mein
Raza teri razaamandi mein shaamil hain
Tere hukam sar aankhon pe kaayal hain
Meri jaan tu kar le gunaah
Waardatein sambhal jaati hai
Tere liye kya sharm, kya hayaa
Tu paani hai kaise bhi dhal jaati hai
Kya adaa teri hai be-panaah
Jo dil mein hi mere ghar kar jaati hai
Kisi se bhi chhup na saka
Iraade tu chehre se padh jaati hai
Haan paagal hai
Pichhe tere jhumke aur tere kaajal ke
Tere aanchal ke kya
Dil se bhi hum tere baahir hain
Yeh na waajib hai
Nakhre tere yeh najaayaz hai
Ya jaayaz hai
Tera haq hi toh banta hai shayad se
Meri jaan bandh rakhi tune payal mein
Har kadam tera kare mujhe ghaayal hain
Are, hum toh maa-mooli se gaayak thein
Tujhe dekh ke hi toh huye shayar hain
Yeh jo hum pe chhaye huye baadal hain
Pehle dikhe na kabhi the poore saavan mein
Raza teri razaamandi mein shaamil hain
Tere hukam sar aankhon pe kaayal hain
Yo, yo, ah-ha
Hum raza mand
Are tu bhi toh ban tu hai udd-ti patang
Main hoon jogi malang
Is mard ki tu iklauti pasand
Mat kar yeh jatan na dikha tu badan
Mujhe chahiye teri soul chahiye tera dil
Mera ek hi hai goal
Kalli kitte mil
Jo bhi tu bol bas fatne de bill
Gate’s tu khol baby lemme in
Bhai mera Yo Yo tu meri makhna
Kadam tu tere sambhal ke rakhna
Takhne mein payal
Payal mein meri jaan
Meri jaan hai tu ismein koi shak na
Shak na tu kar chhadd de tu mayka
Honeymoon pe chalenge jamaica jamaica
Chalenge jamaica
Banu main jamaai teri maai ka.