Khaamiyan Lyrics from album Mismatched Season 3: The song is sung by Sagar Verma, and has music by Sagar Verma and himself Sagar Verma has written the Khaamiyan lyrics. The “Khaamiyan” song is from the “Mismatched Season 3”.
Song Credits
Khaamiyan Lyrics – Mismatched S3 | Sagar Verma
Maine Apne Khwabon Ko Hai Kuch Is Qadar Sameta
Dunia Ke Sawalon Ko Hia Mutthi Me Lapeta
Galtiyon Ko Chhhod Khoobiyon Ko Hai Talahsa
Apne Nazrane Ko Maine Kuchh Aise Tarasha
Khaamiyan Mujhme Hazar Hai Hazar Hai
Par Khoobiyan Bhi Kai Kamal Hai Kamaal Hai
Mene Tujhko Kuchh Aisa Ihktiyaar Hai Dia
Ke Khwabon Ka Tu Intezaar Ab Na Kar Kabhee
Ghar Ki Chaukhat Pe Shayad Yehh Dstak Na Ho
Sirf Khwahishon Se Khwab Miltey Nai
Khaamiyan Tujhme Bhi
Hazar Hain Hazar Hain
Par Khoobiyan Bhi Kai
Kamaal Hain Kamaal Hain
Ky Mumkinn Hai Meri Is Soch Ka Badalna
Apni Khaamiyon Ke Bawajood Bhee Sambhalna
Chahe Kuchh Bhee Ho Jaye He Chalte Tujhko Rehna
Logo Ke Sawalon Ka He Yeh Jawaab Dena
Khaamiyan To Sab Me Hi
Hazaar Hain Hazaar Hain
Par Khoobiyan Bhi Kai
Kamaal Hain Kamaal Hain
Khaamiyan Toh Sab Mein Hi
Hazaar Hain Hazaar Hain
Par Khoobiyan Bhi Kai
Kamaal Hain Kamaal Hain
मैंने अपने ख़्वाबों को है कुछ इस कदर समेटा
दुनिया के सवालों को है मुट्ठी में लपेटा
गलतियों को छोड़ खूबियों को है तलाशा
अपने नज़राने को मैंने कुछ ऐसे तराशा
खामियां मुझमें हज़ार हैं हज़ार हैं
पर खूबियां भी कई कमाल हैं कमाल हैं
मैंने तुझको कुछ ऐसा इख़्तियार है दिया
कि ख़्वाबों का तू इंतजार अब न कर कभी
घर की चौखट पे शायद यह दस्तक न हो
सिर्फ़ ख़्वाहिशों से ख़्वाब मिलते नहीं
खामियां तुझमें भी
हज़ार हैं हज़ार हैं
पर खूबियां भी कई
कमाल हैं कमाल हैं
क्या मुमकिन है मेरी इस सोच का बदलना
अपनी खामियों के बावजूद भी संभलना
चाहे कुछ भी हो जाए है चलते तुझको रहना
लोगों के सवालों का है यह जवाब देना
खामियां तो सब में ही
हज़ार हैं हज़ार हैं
पर खूबियां भी कई
कमाल हैं कमाल हैं
खामियां तो सब में ही
हज़ार हैं हज़ार हैं
पर खूबियां भी कई
कमाल हैं कमाल हैं