Presenting the “Safar Lyrics” a captivating Hindi/Urdu song sung by Bayaan and Sherazam. The lyrics of this song are written by Asfar Hussain, and the music for “Safar” is composed by Farhan Zameer. Let’s explore the lyrics of this song:

Song Credits
Safar Lyrics – Bayaan | Sherazam
O Sanam O Jigar
Tum Ko Ho Kya Hi Khabar
Kaise Kati Yeh Raatein Hain
Kehtay Hain Sab Magar
Koi Chalaa Naa Inn Par
Rastay Jo Maine Naapay Hain
Kabhi Hai Taaron Ki Jhil Mil
Kabhi Naa Dikhti Manzil
Aisa Safar Mera
Main Bhaaga Bhaaga
Sadiyon Se Jaaga
Aayaa Hoon Meelon Gaaon Se
Naa Humsafar Koi
Naa Apna Ghar Yaara
Rehta Hoon Behti Naon Pe
Dikhtay Hain Khwaab Ho
Jaagti Aakhon Ko
Sapnay Naheen Iraaday Hain
Pooray Woh Karne Ko
Chal Paray Nangay Pairon
Khud Se Kiye Jo Vaaday Hain
Rukna Naa Kabhi Bhi Tha Hal
Chalna Hi To Hai Manzil
Main Naa Kaheen Thehra
Main Bhaaga Bhaaga
Sadiyon Se Jaaga
Aaya Hoon Meelon Gaaon Se
Naa Humsafar Koi
Naa Apna Ghar Yaara
Rehta Hoon Behti Naon Pe
Main Bhaaga Bhaaga
Sadiyon Se Jaaga
Aaya Hoon Meelon Ker K Iraada
Main Bhaaga Bhaaga
Sadiyon Se Jaaga
Aaya Hoon Meelon Ker K Iraada
Safar Likha Haath Ki Lakeeron Mein
Naa Khonay Diya Khwaabon Ko Taabeeron Mein
Sheher Ki Hawa Ne Mujh Mein Rang Bhare
Main Bhola Sa Purani Tasweeron Mein
Safar Likha Haath Ki Lakeeron Mein
Naa Khonay Diya Khwaabon Ko Taabeeron Mein
Dekh K Rab Ne Azm Mujhe Par Diye
K Urr Sakoon Buland Taqdeeron Se
Safar Likha Haath Ki Lakeeron Mein
Naa Khonay Diya Khwaabon Ko Taabeeron Mein
Sheher Ki Hawa Ne Mujh Mein Rang Bhare
Main Bhola Sa Purani Tasweeron Mein
Safar Likha Haath Ki Lakeeron Mein
Naa Khonay Diya Khwaabon Ko Taabeeron Mein
Dekh K Rab Ne Azm Mujhe Par Diye
K Urr Sakoon Buland Taqdeeron Se
ओ सनम ओ जिगर
तुमको हो क्या ही खबर
कैसे कटी ये रातें हैं
कहते हैं सब मगर
कोई चला ना इन पर
रास्ते जो मैंने नापे हैं
कभी है तारों की झिलमिल
कभी ना दिखती मंजिल
ऐसा सफर मेरा
मैं भागा भागा
सदियों से जागा
आया हूँ मीलों गाँव से
ना हमसफर कोई
ना अपना घर यारा
रहता हूँ बहती नाओं पे
दिखते हैं ख्वाब हो
जागती आँखों को
सपने नहीं इरादे हैं
पूरा वो करने को
चल पड़े नगें पैरों
खुद से किए जो वादे हैं
रुकना ना कभी भी था हल
चलना ही तो है मंजिल
मैं ना कहीं ठहरा
मैं भागा भागा
सदियों से जागा
आया हूँ मीलों गाँव से
ना हमसफर कोई
ना अपना घर यारा
रहता हूँ बहती नाओं पे
मैं भागा भागा
सदियों से जागा
आया हूँ मीलों केर के इरादा
मैं भागा भागा
सदियों से जागा
आया हूँ मीलों केर के इरादा
सफर लिखा हाथ की लकीरों में
ना खोने दिया ख्वाबों को ताबीरों में
शहर की हवा ने मुझ में रंग भरे
मैं भोला सा पुरानी तस्वीरों में
सफर लिखा हाथ की लकीरों में
ना खोने दिया ख्वाबों को ताबीरों में
देख के रब ने अज्म मुझे पर दिए
क़ुर्ब सूकून बुलंद तक़दीरों से
सफर लिखा हाथ की लकीरों में
ना खोने दिया ख्वाबों को ताबीरों में
शहर की हवा ने मुझ में रंग भरे
मैं भोला सा पुरानी तस्वीरों में
सफर लिखा हाथ की लकीरों में
ना खोने दिया ख्वाबों को ताबीरों में
देख के रब ने अज्म मुझे पर दिए
क़ुर्ब सूकून बुलंद तक़दीरों से
Safar music video
The music video “Safar” is directed by Hamza Khan Baande and sung by Bayaan and Sherazam. This music video features Bayaan, in captivating roles. Stay tuned to LyricsSamaa.Com to discover more song lyrics like this!